Mr. Farrukh Abbas amused the audience with his melodious presentation:
ai-n chup raha to qa-bee-le mai-n ho ga-ya bad-naam Jo kuchh kaha to hu-a sab ko meree baat ka dukh
Mai-n jaan boojh ke haaraa tha baa-ziya-n aksar To phir ma-naaoo-n bha-la kuyu-n mai-n tujh se maa-t ka dukh
Mr. Tabish Khanzadaa changed the sober mood of the audience with his satiric poetry:
Aqal-man-dee bhi ek haqi-qat hai Aap ke waaste gha-neemat hai
Mai-n to logo tum-hara leader hoo-n Aqal kee mujh-ko kiya zuru-rat hai
Jawa-nee ab pura-nee ho-ga-ee hai Barh-ee lam-bee ka-haa-nee ho-gai hai
Who jis-se ish-q far-maya tha ham ne Ka-ee bach-cho-n ki na-nee ho-gai hai
“Count Down” poem of Ms. Asifa Nishat was greeted with great enthusiasm:
Me-ree har baa-t kee tar-deed kar-naa Mu-jhee se phir um,meed kar-naa
Dar-yaft kar li-ya hai ba-sa-ya na-hei-n mu-jhe Sa,maan rakh diya hai saja-ya na-hein abhee
Kai-saa a-jeeb sh-akhh-s hai u-th kar cha-la-gaya Bar-baad ho-gaya hai ba-ta-ya nahi-n mujh-e
Mr. Fayyazuddin Saheb, founder of Bazm-e-Sukhan Arizona and a well-known Urdu poet presented his poem “Reunion:”
Dar-d jab ha-d se ba-rh-aa hai to mujeh yaa-d aa-yaa Zakh-m bhar ne pe khu-da-ya tera qadir ho-na
Dil ne har rang mei-n tan-haa-ee ko meh-boob ki-ya Uski meh-fil mei,n bhee hona to bazaa-hir hona
Ta-bee-a-too-n mei-n bo-hat in-ki-sar thaa peh-le Hamaa-re she-hr ke logo-n mei-n piyar thaa peh-le
Na-ai khu-da-oo-n ke aa-ge mei-n jhuk na-hei-n sak-ta Wo-hee hai jo mera par-war-digaar thaa peh-le
Prof. N. M. Danish was the next to amuse the audience with his melodious voice:
Yaa-dei-n paa-gal kar de-tee-n hai-n, baa-tei-n paa-gal kar de-tee-n hai-n Cheh-ra hosh urha de-ta hai, yaa-dein-n paa-gal kar de-tee-n hai-n
Mr. Arif Imam-s through provoking ghazals thrilled the audience:
Naf-s kee madd-o-shad ko ba-haal kar-ke bhee Wo-h khu-sh nah-ein hai hamara ye haal kar-ke bhee
A-jab tha na-sha-e warif-ta-gee-a wasl o-se Wo-h taza dam ra-haa mujh-ko ni-dhaal kar ke bhee
Finally, the Mushaera President , Mr. Iqbal Zaheer Tashie, was invited to present his ‘kalam’:
Hawa-oun ne mujhe pur-zor kar-diya it-na Hara to ho na-saka toot kar gira bhee nah-ein
Sa-bhee kee us-pe nigah-ein jamee hoo-ee th-ein Zaheer Wo-h phool jo ka-bhee gul-daan m-ein saja hee nah-ein
Shi-kayat-ein ho-n, raqa-bate ho-n. kadoo-ra-tein ya adawa-tein ho-n Yeh sa-b ta-al-l-uq ke sil-sile h-ein, inh-ein mohabbat sha-naas kar-na
The mushaera ended at 2.00 a.m. At the end the mushaera MOC, Mr. Mazhar Siddiqi thanked all the organizers for making the event successes. He particularly thanked Dr. Zubair, Mr. Arshad Shami, Mr. Musharraf Farzand, Mr. Yousuf Bhawad and Mr. Abdul Rahman Khan for their extra efforts.
|